Itna saara mehnat,
Jab saath dene wala rastein pe kho gaye.
Kyu chahe kuch hasil karne ki chahat,
Jab saath dene ki kasamein , jhoot nikle
Pura duniya hasil karlete agar unka saath hota,
Par woh reh k bhi na hai, toh kya fayda woh duniya ko muthi main leke
Ek samay tha, Jab aapki bin bole baatein bhi samajh lete the woh,
Ab lafon ka bhi kya mol, Jab woh samajh k bhi na samajh ban jaatein
Yeh thodi hai dhoka sirf kisi aur ko pyaar baatne par hoti hai,
Pyaar reh ke bhi na dikhlaana,
Wafa ka kya mol ,
Jab woh Pyaar jataye hi reh gaye
Saath rehkar bhi saath nahi hai woh,
Toh kya fayda woh waadon ka,
Jab paas rehke bhi dooriyan hai.
Isse toh ache Pyaar hi na kartein,
Vishwas Pyaar se na uth jaata